Friday, July 18, 2008

Let’s Party - God tussi Great Ho Lyrics

Aaj jo humne socha hain, Hoga toh kalko wohi
Aaj jo apna sapna hain,Hoga woh kalko sahi
Humne yeh maana hai, Apna zamaana hai
Masti mein hum jhoom le

Let’s party, Come on everybody let’s party
Let’s party, Come on everybody let’s party

Mehfil ho,Masti ho,Masti mein dooba zamana
Har dil deewana ho,Har pal suhana ho
Khushiyo ka aisa bahana ho
Mauka ho, Saathi ho
Toh phir kyun naa har dil deewana ho
Aankhon ka aankhon mein,Baahon ka baahon mein
Dil mein hi dil ka thikana ho
Humne yeh maana hai,Apna zamaana hai
Masti mein hum jhoom le

No comments: