Wednesday, August 6, 2008

Aaja Milke Hum Baant Le - Chamku Lyrics

oohaaannn hey yeah yeah
ooo hann ye yaai yai yeahh hooo hoho
Na naa naa
Aaja milke hum baat le dooriyan Tanhaiyaan
Dhadkano mein Bajne lagi ansuni shenaiyaan
Saj rahi hai abb aakhon mein pyaar ke khwaboon ki Parchaiyaan

o Aaja milke hum baat le dooriyan Tanhaiyaan

Na koi khusboo thi
Na koi mausam tha
Har lamha zindagi viran thi

Charoon taraf sirf gum ka andhera
Tanha tha har khushi anjaan thi
Tujhko paaa ke khone lagi abb door tak faili hui viraaniyaan
Saj rahi hai abb aakhon mein pyaar ke khwaboon ki Parchaiyaan

o Aaja milke hum baat le dooriyan Tanhaiyaan
Dhadkano mein Bajne lagi ansuni shenaiyaan
Saj rahi hai abb aakhon mein pyaar ke khwaboon ki Parchaiyaan

Zulfoon ke saaye mein tera basera ho
Palkon mein din dhale abb raaton mein
Main pal mein na keh doo
sare zamane ko socho na
Tu mere jab saath mein ho

Hum zubaan jo na kahe
Woh keh rahi woh vadiyaan khamoshiyann
Saj rahi hai abb aakhon mein pyaar ke khwaboon ki Parchaiyaan

[o Aaja milke hum baat le dooriyan Tanhaiyaan
Dhadkano mein Bajne lagi ansuni shenaiyaan
Saj rahi hai abb aakhon mein pyaar ke khwaboon ki Parchaiyaan]4

No comments: